So gaya sara zamana: Lata Mangeshkar. Film Miss Mary 1957

Posted by
Check your BMI
toonsbymoonlight

So gaya, sara zamana

Nind kyu aati nahi

So gaya, sara zamana

Nind kyu aati nahi

Aye hawa jakar use

Tu sat kyu lati nahi

So gaya sara zamana

Nind kyu aati nahi

So gaya

Chand pahle bhi nikalta tha

Magar aisa na tha

Chand pahle bhi nikalta tha

Magar aisa na tha

Aaj aisi bat kyu hai

Kuch samjh aati nahi

So gaya sara zamana

Nind kyu aati nahi

So gaya

Chandini kuch chand se

Kahkar zami par aa gayi

Chandni kuch chand se

Kahkar zami par aa gayi

Jane kya dekha yaha

Ab laut kar jati nahi

So gaya sara zamana

Nind kyu aati nahi

Aye hawa jakar use

Tu sat kyu lati nahi

So gaya sara zamana

Nind kyu aati nahi

So gaya.

END

The post So gaya sara zamana: Lata Mangeshkar. Film Miss Mary 1957 appeared first on NewsIn.Asia.

Source: NewsAsia